Dosto axar hamare pc ja laptop me kuch private data ja files store hoti hai. Jisko hum kisi ke saath share nahi karna chahte hai.

Toh isliye hame apne computer me alag alag trah ke files lock karne wale software install karne padte hai. Jis se hamara data safe rahe. But kayi baar hum khud software ka password bhul jate hai.

Jis se hamara sara locked data permanently locked ho jata hai. Is liye maine yeh post likhi hai. Isme main aapko ek aisa way bataunga jiski help se without any software kisi bhi File or Folder ko hide kar sakte hai.

Yeh method bilkul simple hai. Aapko bas kuch steps follow karne padege, aur uske baad aap jis file ko hide karne chahte hai, usko aap hide kar sakte hai. Yeh feature lag sabhi windows operating system me available hai.

Agar aap is method ka use karke kisi bhi file ja folder ko hide karte hai, toh kisi ko doubt bhi nahi hoga, ke aapne pc me koi folder ko hide kiya hai.

Hide ki file ko wapis dekhne ke liye Again Control Panel me Folder Option me ja kar Show Hidden File par Click karke, Apply or Ok Press kare.

Fir Hide Folder Show Hone lagg jayega aur Aap us Folder ki Properties me ja kar Hidden Options ko Deselect karke apply and ok press kare. Aapka Folder Poori Trah Unhide Ho Jayega.

Aapko Pc Computer Par Folder Hide Aur Unhide Kaise Kare In Hindi Post Kaisi Laggi Comment Karke Jarur Btaye Agar Koi Problem Aa Rahi Ho Toh Comment Karke Puch Sakte Hai

Pc Computer अधिक जानकारी के लिए नीचे दिए गए लिंक पर क्लिक करें?