Hello dosto aaj hum janege VI Postpaid bill payment online kaise kare. Hum me se bahut saare log postpaid connection use karte honge ja karne ke baare me soch rahe honge.

But kuch user jo new hai jinko VI postpaid bill online pay nahi karna aata toh aaj main unke liye yeh article le kar aaya hu.

Dosto agar aap me se koi VI postpaid user hai, aur aap apna bill offline shop me pay karte hai, aur aap online postpaid bill pay karna seekhna chahte hai, toh aap bilkul sahi jagah aaye hai.

Internet par aapko idea postpaid bill dene ke bahut saare apps aur website mil jayengi. Jinme se VI App or paytm 2 ache app aur website hai

bill payment karne ke liye. Aaj hum in dono app ki help se online VI postpaid bill payment karne ke tarike ke baare me janege.

Ab aapse payment method ke baare me pucha jayega. Aapko 2 option milenge VI money or Net Banking/Card aap jis option se payment karna chahte hai. usko select karke payment karde.

Yaha par main aapko 2 method btauga. First VI App aur Second Paytm app Aap dono me se kisi bhi app ki help se online VI bill payment kar sakte hai.

Toh chaliye sabse pehle hum my idea app se bill pay karne ke baare me jaan lete hai.Sabse pehle aapko Playstore se VI app download karke install karna hai.

VI Postpaid Bill अधिक जानकारी के लिए नीचे दिए गए लिंक पर क्लिक करें?